Bewafa - Rivik

0
Bewafa - Rivik - Song Lyrics

Aankhon mein aansu leke
Yaadon  mein aayi tu
Dard  se dard deke
Mujhko rulaye kyu
Dil mein jagah leke
Tujhko  bitha kyu
Nanhi  khwabon mein tu
Har pal aaye kyu

Tanhai  lamhon ke
Yaadein mithai mein
Teri us galiyon me
Waqt bitaya mein
Teri  nigahon me
Dard chupaye mein
Teri sari yaadon ko
Jad se nikal mein

Aaja banke tu nasha
Nashe mein gul ke
Mujh mein tu sama
Dard e jigar
Ab tu kar na fikar
Dard e jigar
Aake dil mein utar

Dum nahi, Ab
Teri un bathomein
Ab kyu karu
Ese bachkani bathe main
Teri yeh adaa
Yaad aati hai sada
Teri yeh adaa
Mein hogaya fida

Aaja banke tu nasha
Nashe mein gul ke
Mujh mein tu sama
Dard e jigar
Ab tu kar na fikar
Dard e jigar
Aake dil mein utar
Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Bu Sitede çerez kullanılmaktadır. Oku-kabul et
Ok, Go it!